Silver Rate
1 Tola: Rs. 3450
10 Grams: Rs. 2957
5 Grams: Rs. 1478
1 Gram: Rs. 296
💡 Chandi Ki Maloomat | FAQs
Q: Silver ka rate har roz kyun change hota hai?
A: Silver ka rate demand, supply, dollar rate aur international market ke mutabiq har roz change hota hai.
Q: Kya chandi bhi gold ki tarah investment ke liye achi hai?
A: Haan, silver ek affordable investment hai aur long-term mein iska rate barhne ka chance hota hai.
Q: Chandi kaun kaun si cheezon mein use hoti hai?
A: Silver jewelry, medical equipment, electronic devices aur hatta ke batteries mein bhi use hoti hai.
Q: Silver aur gold mein kia faraq hai investment ke liye?
A: Gold zyada stable hota hai, magar silver ka price fast fluctuate karta hai, is wajah se short-term aur long-term dono ke liye invest karne wale log isme interest lete hain.